Skip to content
2WapWorld has a new look — Open this page on the new site →

** kya yahi pyaar hain ? **

Swt.Raaz · Feb 17, 2014 00:45 2 54
Swt.Raaz OP
Feb 17, 2014 00:45
Chat life mai dosti hota hai pyar hota hai takrab b hota hai pyar rooth jata hai aur ek se pyar karta hai fir dil bhar jata hai toh fir new lover pyar ke naam par saririk riste banalete hai pyar mai brekup hojata hai fir new lover kya yahi pyar hain ?
2 replies
Swt.Raaz OP
Feb 17, 2014 00:53
#1
Main toh kahunga pyar mai 2no ek dusre ko samajna chahiye har modpar sath nibana chahiye saririk riste sadise pahele nai karna chahiye. Live mai lover se aur b achhe ladka ya ladki miljyegi unse dil na lagakar sirf apne lover se hi dil lagana chahiye
SAFDAR
Feb 17, 2014 12:24
#2
yaar pyar khatam ho gya hai is dunya par. bus apne maa bap aur apni family ki fikar karo aj