Skip to content

-- taal se taal --

kumaar · Feb 6, 2014 04:24 3 31
kumaar OP
Feb 6, 2014 04:24
Dil Ye Bechain Ve, Raste Pe Nain Ve Dil Ye Bechain Ve, Raste Pe Nain Ve Jindri Behaal Hai, Sur Hai Na Taal Hai Aa Ja Saanvaria Aa Aa Aa Aa Taal Se Taal Mila, Ho, Taal Se Taal Mila Dil Ye Bechain Ve, Raste Pe Nain Ve Jindri Behaal Hai, Sur Hai Na Taal Hai Aa Ja Saanvaria Aa Aa Aa Aa Taal Se Taal Mila, O, Taal Se Taal Mila Saawan Ne Aaj To, Mujhko Bhigoo Diya Hai Meri Laaj Ne, Mujhko Duboo Diya Saawan Ne Aaj To, Mujhko Bhigoo Diya Hai Meri Laaj Ne, Mujhko Duboo Diya Aisi Lagi Chaadi, Sochoon Main Ye Khadi Kuch Maine Kho Diya, Kya Maine Kho Diya Chup Kyoon Hai Bol Tu, Sang Mere Dol Tu Meri Chaal Se Chaal Mila, Taal Se Taal Mila O, Taal Se Taal Mila Maana Anjaan Hai, Tu Mere Vaaste Maana Anjaan Hoon, Main Tere Vaaste Maana Anjaan Hai, Tu Mere Vaaste Maana Anjaan Hoon, Main Tere Vaaste Main Tujhko Jaan Loon, Tu Mujhko Jaan Le Aa Dil Ke Paas Aa, Is Dil Ke Raaste Jo Tera Haal Hai, Woh Mera Haal Hai Is Haal Se Haal Mila, O, Taal Se Taal Mila O, Taal Se Taal Mila Dil Ye Bechain Ve, Raste Pe Nain Ve Jindri Behaal Hai, Sur Hai Na Taal Hai Aa Ja Saanvaria Aa Aa Aa Aa Taal Se Taal Mila, O, Taal Se Taal Mila Taal Se Taal Mila, O, Taal Se Taal Mila Taal Se Taal Mila, O, Taal Se Taal Mila
3 replies
-LILY-
Feb 6, 2014 20:15
#1
lovely song... thanku for sharing... smiley
Swt.Raaz
Feb 7, 2014 00:31
#2
cute lily thankx
NAASH
Feb 7, 2014 02:43
#3
Nice songsmiley