* dushman na kare *
0 replies
Avatar
Swt.Raaz
2014/02/04 11:33
dushman na kare dost ne wo kaam kiyaa hai dushman na kare dost ne wo kaam kiyaa hai umr bhar kaa gham hamen inaam diyaa hai dushman na kare dost ne wo kaam kiyaa hai umr bhar kaa gham hamen inaam diyaa hai toofaan mein hamko chhod ke saahil pe aa gaye toofaan mein hamko chhod ke saahil pe aa gaye saahil pe aa gaye naaKhudaa kaa naaKhudaa kaa hamne jinhen naam diyaa hai umr bhar kaa gham hamen inaam diyaa hai dushman na kare o pahle to hosh chheen liye zulm-o-sitam se aaa aaa pahle to hosh chheen liye zulm-o-sitam se zulm-o-sitam se deewaanagi kaa deewaanagi kaa phir hamen ilzaam diyaa hai umr bhar kaa gham hamen inaam diyaa hai dushman na kare o ho o o aaa apne hi giraate hain nasheman pe bijliyaan aaa aaa apne hi giraate hain nasheman pe bijliyaan nasheman pe bijaliyaan gairon ne aa ke gairon ne aa ke phir bhi use thaam liyaa hai umr bhar kaa gham hamen inaam diyaa hai dushman na kare dosh ne wo kaam kiya hai umr bhar ka gham hamen inaam diya hai
#53 Creative Work
Poetry, stories, lyrics, quotes, life lessons and more. Prepare to be moved and inspired.
Forums
Home