Skip to content

* rote hue aate hain sab *

Swt.Raaz · Jan 27, 2014 06:13 2 39
Swt.Raaz OP
Jan 27, 2014 06:13
Rote hue aate hain sab Rote hue aate hain sab Hasta hua jo jayega Woh muqaddar ka sikander Woh muqaddar ka sikander Jaaneman kahlaayega Rote hue aate hain sab Hasta hua jo jayega Woh Sikander kya tha Jisne zulm se jeeta jahaan Woh Sikander kya tha Jisne zulm se jeeta jahaan Pyaar se jite dilon ko Woh jhuka de aasmaan Jo sitaaron par Kahani pyaar ki likh jayegaa Woh muqaddar ka sikander Woh muqaddar ka sikander Jaaneman kahlaayega Rote hue aate hain sab Hasta hua jo jayega Zindagi toh bewafaa hai Ek din thukrayegi Maut mehbooba hai Apne saath lekar jaayegi Marke jeenay ki adaa Joh duniya ko sikhlaayega Woh muqaddar ka sikander Woh muqaddar ka sikander Jaaneman kahlaayega Rote hue aate hain sab Hasta hua jo jayega Hamne maana yeh zamaana Dard ki jaagir hai Har kadam par aasuon ki Ek nayee zanjeer hai Saare gam par Jo khushi ke geet gaata jayega Woh muqaddar ka sikander Woh muqaddar ka sikander Jaaneman kahlaayega Rote hue aate hain sab Hasta hua jo jayega Woh muqaddar ka sikander Jaaneman kahlaayega Jaaneman kahlayega Jaaneman kahlayega
2 replies
-LILY-
Jan 27, 2014 13:45
#1
... smiley
SOHAIL-KHAN
Jan 29, 2014 15:22
#2
Good smiley