Skip to content

* tumhe apna banaane ki kasam *

Swt.Raaz · Jan 27, 2014 05:57 2 20
Swt.Raaz OP
Jan 27, 2014 05:57
Tumhe apna banaane ki kasam khaayi hai khaayi hai tumhe apna banaane ki kasam khaayi hai khaayi hai teri aankhon mein chaahat hi nazar aayi hai aayi hai tumhe apna banaane ki kasam khaayi hai khaayi hai mohabbat kya hai main sab ko bata doonga mohabbat kya hai main sab ko bata doonga zamaane ko tere aage jhuka doonga teri ulfat meri jaana woh rang laayi hai laayi hai teri ulfat meri jaana woh rang laayi hai laayi hai tumhe apna banaane ki kasam khaayi hai khaayi hai tere honton se main shabnam churunga tere honton se main shabnam churunga tere aanchal tale jeevan bitunga meri nas nas mein tu banke lahoon samaayi hai samaayi hai meri nas nas mein tu banke lahoon samaayi hai samaayi hai teri baahon mein hai dono jahan mere teri baahon mein hai dono jahan mere main kuch bhi tho nahin dilbar bina tere tujhe paake zamaane ki khushi paayi hai paayi hai tujhe paake zamaane ki khushi paayi hai paayi hai tumhe apna banaane ki kasam khaayi hai khaayi hai teri aankhon mein chaahat hi nazar aayi hai aayi hai tumhe apna banaane ki kasam khaayi hai khaayi hai
2 replies
-LILY-
Jan 27, 2014 13:46
#1
very nice song smiley ..
SOHAIL-KHAN
Jan 29, 2014 15:17
#2
Nice smiley