* mere angne mein *
3 replies
Avatar
Swt.Raaz
2014/01/16 06:31
Mere angne mein Mere angne mein tumhara kya kam hai... (2) Joh hai naam wala Arre joh hai naam wala wahi toh badnaam hai Mere angne mein tumhara kya kam hai Jiski biwi lambi usska bhi bara naam hai... (2) Kothe se lagado Arre kothe se lagado seerhi ka kya kam hai... (2) Mere angne mein tumhara kya kam hai Jiski biwi moti usska bhi bara naam hai Jiski biwi moti, o moti, o moti, o moti moti moti Jiski biwi moti uska bhi bara naam hai Bistar pe litado Bistar pe litado gaade ka kya kam hai... (2) Mere angne mein tumhara kya kam hai Jiski biwi kali usska bhi bara naam hai... (2) Aankhon mein basalo Aankhon mein basalo surme ka kya kam hai... (2) Mere angne mein tumhara kya kam hai Jiski biwi gori uska bhi bara naam hai... (2) Kamre mein bithalo Kamre mein bithalo bijli ka kya kam hai... (2) Mere angne mein tumhara kya kam hai Jiski biwi choti usska bhi bara naam hai... (2) God mein bithalo, haan haan haan God mein bithalo bache ka kya kam hai... (2) Mere angne mein tumhara kya kam hai Mere angne mein tumhara kya kam hai... (2) Joh hai naam wala Arre joh hai naam wala wahi toh badnaam hai Mere angne mein, haan mere angne mein Haan mere angne mein tumhara kya kam hai
Avatar
NIGHT_ANGEL
2014/01/16 13:27
smiley
Avatar
-LILY-
2014/01/16 17:55
nice.
Avatar
SOHAIL-KHAN
2014/01/16 18:37
Niice
#53 Creative Work
Poetry, stories, lyrics, quotes, life lessons and more. Prepare to be moved and inspired.
Forums
Home