* pyar ka bandhan *
4 replies
Avatar
Swt.Raaz
2014/01/08 17:50
Suraj kab door gagan se Chanda kab door kiran se Khushboo kab door pawan se Kab door bahaar chaman se Yeh bandhan to pyaar ka bandhan hai Janmon ka sangam hai Yeh bandhan to pyaar ka bandhan hai Janmon ka sangam hai Suraj kab door gagan se Chanda kab door kiran se Khushboo kab door pawan se Kab door bahaar chaman se Yeh bandhan to pyaar ka bandhan hai Janmon ka sangam hai Tum hi mere jeevan ho Tumhe dekh dekh jee loongi Tum hi mere jeevan ho Tumhe dekh dekh jee loongi Main to tumhaare khaatir Duniya ka zaher pee loongi Tere paavan charnon mein Aakaash jhuka denge hum Teri raah mein jo sholay ho To khud ko bichha denge hum Yeh bandhan to pyaar ka bandhan hai Janmon ka sangam hai Yeh bandhan to pyaar ka bandhan hai Janmon ka sangam hai Mamta ke mandir ki hai tu Sab se pyaari murat Mamta ke mandir ki hai tu Sab se pyaari murat Bhagwaan nazar aata hai Jab dekhe teri surat Jab jab duniya mein aaye Tera hi aanchal paaye Janmon ki deevaaron par Hum pyaar apna likh jaaye Yeh bandhan to pyaar ka bandhan hai Janmon ka sangam hai Yeh bandhan to pyaar ka bandhan hai Janmon ka sangam hai
Avatar
KingFISHER
2014/01/09 02:47
Nice lyrics...
Avatar
-Prince-
2014/01/09 03:48
W0o0W ilyk this songsmiley
Avatar
SOHAIL-KHAN
2014/01/12 16:55
.bord.
Avatar
_ShAnE_StArK_
2016/01/14 13:14
Good song....karan arjun
#53 Creative Work
Poetry, stories, lyrics, quotes, life lessons and more. Prepare to be moved and inspired.
Forums
Home