* funny gazal
Swt.Raaz 2014/01/07 03:05
Usne kaha
Tum me pehle si baat
nahi
Mene kaha
Insan hon koi science ki
ejad nahi;-(
Usne kaha
Ab b kisi ki ankhon me
doob jate ho
Mene kaha
Pagl ho kiya
ankhain hein koi
talaab ;-)nahi
UsNe Kaha
Q Toot k Chaha tha
Mujhe itna
MeNe Kaha
Dimagh se pedal tha
jiska koi jawab nahi;-(
UsNe Kaha
Kiya Me Bewafa Hon
MeNe kaha
Tum itne dhokebaz ho
jiska koi hisab nahi;-(
Us Ne kaha
Bhool ja Mujko
MeNe kaha
Abey tu he kon? mujhe
to ye b yad nahi.