dil ke dard ko chhupana kitna mushkil hota hi , toot ke muskurana kitna mushkil hota hi , kisi ke sath door jakar dekh akele loat ke aana kitna mushkil hota hi
teri dosti ne jindgi ka ek maksad diya hi, har pal tere sath hone ka ahsas kiya hi , jab v palke jhapkegi teri , samajh lena ki maine tumhe yaad kiya hi
_X-AJAY: dil ke dard ko chhupana kitna mushkil hota hi , toot ke muskurana kitna mushkil hota hi , kisi ke sath door jakar dekh akele loat ke aana kitna mushkil hota hi