Ghayal
Rebellion 2012/11/11 20:07
Ghayal ho gaya hoon me bhi usi tarah .. Jis tarah ghayal hua tha mera sapna ..
Ghayal ho gaya tha me to usi din jis din rootha tha mujhse mera ek apna ..
Ghayal karti rahengi mujhe uski yaadein jabtak chalengi saanse hoke ghayal mere andar ..
Ghayal rahoonga tab tak jabtak ki rahengi dil me samayi uski baatein ..
Tabtak karengi ghayal chahe gujre din aur raatein aajye ye bahare chali jaaye ye barsaatein ...