Skip to content

:-(Tum Bin Jiya Jaye Kaise?:-(

CUTEANGEL · Aug 27, 2012 02:20 4 70
CUTEANGEL OP
Aug 27, 2012 02:20
Tum bin kya hai jeena kya hai jeenaTum bin kya hai jeena Tum bin jiya jaaye kaise kaise jiya jaaye tum bin Sadiyon si lambi hai raaten sadiyon se lambe huv dinAaa jao laut kar tum yeh dil keh raha hai Aaa jao laut kar tum yeh dil keh raha hai Phir shaame tanhaye jaagi phir yaad tum aa rahe hoPhir jaan nikal ne lagi hai phir mujhko tadpa rahe ho Phir mujhko tadpa rahe ho Is dil mein yaadon ke mele haiTum bin bahut hum akele hai Aaa jao laut kar tum yeh dil keh raha hai Aaa jao laut kar tum yeh dil keh raha hai Kya kya na soocha tha maine Kya kya na sapne sajayeKya kya na chaaha tha dil neKya kya na armaan jagaayeKya kya na armaan jagaayeIs dil se toofan guzarte haiTum bin to jeete na marte hai Aaa jao laut kar tum yeh dil keh raha hai Aaa jao laut kar tum yeh dil keh raha hai Tum bin jiya jaaye kaise kaise jiya jaaye tum bin Sadiyon si lambi hai raaten sadiyon se lambe huv dinAaa jao laut kar tum yeh dil keh raha hai Aaa jao laut kar tum yeh dil keh raha hai. smiley
4 replies
Blackeyes
Aug 31, 2012 15:40
#1
Nice,,
_usman_pk
Sep 3, 2012 12:29
#2
nice song n nice poetry!
LoneLy_heArt
Sep 5, 2012 22:00
#3
nice song smiley
SAFDAR
Jul 22, 2013 07:52
#4
nice song I've heard this song many times.