Poultry farm ke maalik ne sabhi Murgiyon ko order diya. “Agar tum logon ne kal se 2-2 ande nahi diye to kal se tumhara dana pani band.”
Murgiya dar gayi ….sab ne 2-2 ande diye magar ek ne sirf ek anda hi diya” Malik “Tum ne 1 anda hi diya hai?”.
. . .. . Jawab mila. . .. .. . ..
“Sir ye anda aapke dar ki wajah se diya hai, varna main to Murga hoon”