1st ever topic
dad_ash 2011/08/04 19:45
Shiqwa teri ''yadoon'' se is tara kiya hum ne
Hanstay hanstay dil ko "rula'' diya hum ne
Ek lamha diya tu ne jeen ke liye. . .
Aur us main zindgi ko "bita" diya hum ne
Ek safhe pa likhi teri "yaad" ki dastaan
Dusra hisa khali hi jala diya hum ne
kis baat ki "mazrat" chahte hain woh
Jis baat ko sunte hi "bhula" diya hum ne
Woh kyun nai aate humhre paas
Jin ki rahon main palkon ko bichha diya hum ne. . . . .