Jo desh ke khilaf hain honey singh abuse lyrics
12 replies
Avatar
Eminem
2011/04/08 05:42
Ye khabrein sun sun ke mere kan pak gaye hain ye julm sahte sahte aam log thak gaye hain nahi jante hum ki ye kis kis ki jang hai lekin is jang me beksoor mar gaye hai bus karo salo ab to had hi ho gayi lagta hai in haramkhoron ki aatma so gayi koi fyada nahi in sabka salon chalega jahan jor tumhara ye duniya wo nahi tumme se har ek bad me pachtayega jab apna koi marega tab samaz me aayega dhamakon ka bahut shok ho gaya hai tumko tum jaisa har ek dhamake me hi jan gawayega chupe huye ho salon payari tumko apni jan hai atankwad ke bhesh me tere ander woh haiwan hai khun se sane log teri harkat ke gawah hain or sadak pe mari padi budi aurat teri ma hai jo desh ke khilaf hai unki ma chodo jo failate atankwad hain unki ma chodo jinke irade napak hain unki ma chodo wo pure badjad hain unki ma chodo (repeate in) aatank felane wale bar bar bum fanke rahe hain or desh ko chalane wale bus tamasha dekh rahe hai aam admi ghar se bahar nikal nahi sakta or midia wale in khabron pe apne hath sake rahe hain. Amerika me blast ho to wo dunia hila dete hain or hamare desh mein aatank wadi saf nikal jate hain kahte hai ab to iski aadat ho gayi hai salon isi wajah se to unki himmat bad gayi hai dekho jara desh ki kya halat ho gayi hai ahmadabad banglor mumbai me quyamat ho gayi hai nahi hoga desh mein tab tak aman jab tak nahi padte inki lashon pe kafan jan ki kya kimat hoti hai janege ye kya nahi pata inhe kya hain ye riste kya hai pyar kya jan lo sab aatankwad ka koi dharm nahi or desh ko kamjor kare aisa koi bum nahi. jo desh ke khilaf hain unki ma chodo jo failate atankwad hain unki ma chodo jinke irade napak hain unki ma chodo wo pure badjad hain unki ma chodo thank you
Avatar
-Annie-
2011/04/08 05:55
mmmmmmmmm okay
Avatar
--CaTeRpILLaR--
2011/04/08 06:08
Wow nice..evn i dnt undrztnd...smiley
Avatar
GhAyAl
2011/04/08 06:14
BhRASTA NETAO K AM DOHC HOD
Avatar
_drk_
2011/04/08 06:35
__-ANGELABIE-__: Wow nice..evn i dnt undrztnd...smiley
wahahaha
Avatar
Sweet_Divyanka
2011/04/08 06:38
smiley lol confused
Avatar
qudus1
2011/04/08 07:21
__-ANGELABIE-__: Wow nice..evn i dnt undrztnd...smiley
i dont understand anything here
Avatar
paulina
2011/04/10 16:12
dont undustand eminem
Avatar
_Dj-RoCkEr_
2011/07/06 12:44
__-AnGeLaBiE-__: Wow nice..evn i dnt undrztnd...smiley
hAhAhA smiley
Avatar
-Prince-
2014/03/14 04:44
smiley nice lyric
Avatar
SOHAIL-KHAN
2014/03/18 18:30
smiley.
Avatar
_ShAnE_StArK_
2016/01/09 07:19
Avatar
_ShAnE_StArK_
2016/01/09 07:19
Wha wha...
#53 Creative Work
Poetry, stories, lyrics, quotes, life lessons and more. Prepare to be moved and inspired.
Forums
Home