please read full story
yah kahani hai ek aise ladke kijisne apni puri life apne family kenaam kar di.
I T I 1class kar ke yah 'herohonda'me kaam karta tha aur iske papaki 'welding shop' thi. Iske life mesab thik chal raha tha...
Achanak ek din use pata chalauske papa ko cancer hai. Use patachalte hi usne apna job chhodkarpapa ka elaaj karane laga par wothik nahi hue. Sabhi doctoro nejawab de diya..
Fir bhi usne haar na mani wokoshish karta raha.
Ek din uske home town ke doctorne bataya ki iska elaaj hai parkharcha jyada hoga, 'usne paise kiparwah nahi ki aur elaaj karwaya.Uske papa to thik ho gaye paruske uper 22lakh ka karza hogaya....
Wo aaj apne papa ki welding shopchalakar karza bharta hai aurkhud padhai karke apne chhotebhai ko enggeniring karwa raha hai.
Sarkar ne I P L me ek sixerpe1crore diye the. Isne to puricentury mari hai, ise kitna milnachaeye...
Yah ladka koi aur nahi aapka aurmera dost 'hemant saxcena'hai.
'Hemant' i salute you yar
RisKey_Dyn@Mite
2012/06/02 18:15