Jindagi me har lamha kimti hai,ye un logo se puchiye:1Saal ki kimat-jo fel hua ho.
1Mahine ki kimat-jise tankhawa na mili ho.
1Hafte ki kimat-jo pura hafta asptaal me raha ho.
1Roti ki kimat-jo din bhar bhukha raha ho.
1Ghante ki kimat-jisne kisi ka intajaar kiya ho.
1Minut ki kimat-jisne tarain miss ki ho.
1Saicond ki kimat-jo durghatna se baal baal bacha ho.
itna kimti hai hamara har lamha!
No comments yet. Be the first to comment!