''Gul tera rang chura laay hain gulzaaroon main
Jal raha hon bhari barsaat ki bochaaroon main..''
Khareed lon ga mein tumhain apni muhabat ke eviz
naam likh lay tu mera apne kharidaaroon main..
Piyaar milta hy faqat dil ki dukaan par nadaan..
dohndta phirta hy tu kya ise bazaaroon main..
(romi) -buket-
No comments yet. Be the first to comment!