sunte hain keh har cheez mil jati hy dua se.
Ek roz jujhe maang ke daikhain gy khuda se.
Tum se bichhre to yun laga jiasy.
Kho dia hy suragh e jada e zeest(rm)
Zindgi ki udas rahun main
Tere yaadun ne daire dale hain
Ujale apni yaadun ke humhare saath rehne do
Nah jane kis gali main zindgi ki shaam hojay
zindgi main to sabhi piyar kiya karte hain
mein to markar bhi meri jaan tujhe chahun ga
utha kar pho0l ki dali nazakat se misal dali
Ishare se kaha hum dil ka aisa hal karte hain
No comments yet. Be the first to comment!