Tere nam hum ne kiya hai
jeevan apna sara sanam
pyaar bahut karte hain tum se
Ishk hai tu humhara sanam.
Tere ishq ne saathiya
Tera haal kya kardiya
Neeindo mein
aankhon mein
pyaase khwabon mein
tu hi tu hai yara
mehki saason mein
har bechaini reh reh
ke yeh kehti hai
har dharkan mein
teri chahat rehti hai
tere bina tere bina
tere bina naamumkin hai
zindagi ka guzara sanam
hoho zindagi ka guzara sanam
laagi chhote na laagi chhote na
ishq ka dhaga tote na
teri yaad humain kis mor pa lai hayi
apni to manzil hai teri rah0n main
jeena marna hai
ab teri bah0n mein
tere liye tere liye
tere liye is duniya ka
har sitam hai gawara sana
tere naam hum ne kiya hai
jeevan apna sara sanam.
No comments yet. Be the first to comment!