Kyon kisi ko vafaa ke badale vafaa nahiin milti.
kyon kisi ko duaa ke badale
Duaa nahiin milti.
yeh pyaar main kyon hota hai
Ishq kitna rulaae
Sari duniyaa bhulaae.
Beqaraari barhaae
chain ik pal na aae
log ishk main kya se kya hue.
Mil gaye kabhi phir judaa hue.
Bas khizzan mili
is bahaar main
Umr kat rahi intazaar main
kyon kisi ko hansi ke badale
hansi nahiin milti. .
yeh pal kahiin
uThaharaa nahiin
yaadon pe to pahara nahin.
Jb dava se hhi zakhm na bhare
Aise hal main socho koi kya kare
kyon kisi ko khushi ke badale
khushi nahi milti. . .
StoRmLeSs
2010/04/30 00:52AMMU_SABY
2010/04/30 00:46