Namastey . Doston yeh konaa Hindi man ko dekhaney- jhaankaney kee ek koshish hogee .Ismen Hindi bhaashaa mein chatoriyon (chat karaney waaley) key manodgaar saadar aamantrit aur vichaarneeya honge .Toh aaiyey doston is kadee mein hum bhartiya puraatan granthon mein premaakhyaan ( prem kathaa ) kyaa sthaan hai ? Is baat kee khoz- padtaal shuroo karen .
ashokgupta
2009/09/25 13:31ashokgupta
2009/09/17 14:18