2US2: Aadab arz @
Main so raha tha TERI yaad kay shabistaan mein...
Jagga kay chhor gaye qafilay sehar kay mujhay...
Zara si dair thehar jaa tu aay gham e dunya...
Bulla raha hai koi baam se uttar kay mujhay...
. - . - . - . - . -
Jab tak bikay nah thay to koi puchhta nah tha..
Tum nay kharid kar humhain unmoal kar dia...
Zamana bare shauq se sun raha tha. . .
Humhi so gaye dastaan kehtay kehtay. . .
Unki aankhun ko kabhi ghor say daikha hai faraz...
Sunay walu ki tarah jaagnay walu jaisi. . .
Dil to kya cheez thi hum ruh mein uttar jattay...
Tum nay chaha hi nahain chahnay walon ki tarah. . . .
itne kamal poetry kahan se laite app.