Forums > International > Ajnabi kaun ho tum
saahir

Hum ne jab bhi Aayina dekha..
Hairaan reh gaye hum..
Aankho'n mei'n ek dhundhlee sii..
Tasveer dekh kar..
Janey kis ki jhalak hai..
Jo khwabno'n mei'n bhi satati hai..
Neende'n meri urdati hai..
Ajnabi kaun ho, kaun ho, kaun ho tum..
Hairaan reh gaye hum..
Aankho'n mei'n ek dhundhlee sii..
Tasveer dekh kar..
Janey kis ki jhalak hai..
Jo khwabno'n mei'n bhi satati hai..
Neende'n meri urdati hai..
Ajnabi kaun ho, kaun ho, kaun ho tum..
(16:19) Sun, 22 Apr 12
Sweetcapricorn

Zindagi ke is haseen rah guzar par
milay jo koi tmko hamnwa apna
to hath tham laina tm
usko aik bt kehna ye
ke ae meray hamnawa
meri sans ka kia bharosa hai
mera aik kam karo tm apna nam bs meray nam karo
bs yahe aik kam karo
milay jo koi tmko hamnwa apna
to hath tham laina tm
usko aik bt kehna ye
ke ae meray hamnawa
meri sans ka kia bharosa hai
mera aik kam karo tm apna nam bs meray nam karo
bs yahe aik kam karo
(17:04) Sun, 22 Apr 12
GhAyAl

Apani tamam shokh adaaon ke bawajud, Bahla saki na jee mera eek pal bhi zindagi !
Bojhil hai rat chand sitaron ke bawajud, Suraj ke bawajud andhera hai zindagi !
Barbaad hamko hona tha barbad ham huye, Duniya hai sari nek salahon is zindagi !
Kaatil the jitane mere sabhi ho gaye bari, Aur chup khadi thi chasmdeed gawahon si zindagi !

(16:34) Sun, 22 Apr 12
GhAyAl

Kuchh adhuri khwahishon ka silsila hai zindagi, Manzilon se ek musalsal fasala hai zindagi !
Mere darwaze pe dastak de ke chhup Jane ka khel, Kab talak khelegi eh kya bachpana hai zindagi !
Tere afsane to mai sunta raha Hun baaraha, Naam kya tune kabhi mera suna hai zindagi !
Zinda Hun doston ki duaaon ke bawajud, Roshan hai kitani tej hawaon is zindag

(16:33) Sun, 22 Apr 12
© Copyright 2009. Some rights reserved. GumSlone.