Kuchh Log Ruth Kar Bhi..
saahir 2014/02/20 13:32
Kabhi socha na tha..
Aisa waqt hum par aayega..
Koi humko chahega..
Itna zayada..
Ke woh humse ruth jayega..
Kisi ne kaha hai..
Kuchh log ruth kar bhi..
Lagtey hai'n kitney pyare..
Ha'n mujhe bhi woh pyara laga..
Uska rutha hua chera..
Dil kehta hai..
Kash woh aisey hi rutha rahe..