value...? song by sweety4u2014/02/09 17:06 What is my value in ur life? _____ _____ Describe me in 1 s0ng, no reply means no value. N0w lets see h0w much values?
ALASTAR2014/02/09 17:21 E desh tha veer jawano ka......
Ab rehgaya hai sirf bemabo ka........
Desh ki value to tabhi chali gayi thi jab angrez yaha se chale gaye the.....kyu k desh to apna hua lekin deshwasi paraye ho gaye.....
Swt.Raaz2014/02/09 17:56 Tu pyaar hai kisi aur ka
Tuzhe chaahtaa koi aur
hai
Tu pasand hai kisi aur ki
Tuzhe maangtaa koi aur
hai
Kaun apna hai
Kya begaanaa hai
Kya hakeekat hai
Kya fasaanaa hai
Ye jamaane mein
Kisne jaanaa hai
Tu najar mein hai kisi aur
ki
Tuzhe dekhtaa koi aur hai
Pyaar mein aksar
Aisa hota hai
Koi hanstaa hai
Koi rotaa hai
Koi paataa hai
Koi khotaa hai
Tu jaan hai kisi aur ki
Tuzhe jaantaa koi aur hai
sweety4u2014/02/09 17:56 swal kuch tha or apny dish ko ly kar bath de ho
_AArYaN_2014/02/10 05:41 tere naina bade kaatil maar he dalenge(macho)
SOHAIL-KHAN2014/02/10 17:47 Is kadar pyaar hain tumse ae humsafar Is kadar pyaar hain tumse ae humsafar Ab to jeete hain hum bas tumhe dekhkar Tumhari har ada tumhari har nazar Yeh kya kehne lagi tumhe hain kya khabar Is kadar pyaar hain tumse ae humsafar Ab to jeete hain hum bas tumhe dekhkar Dil mein hain betabiyan neend udne lagi Tere khayalon se hi aankh judne lagi Har pal tumko dekha maine Kehti hain meri nazar Tumhari har ada tumhari har nazar Yeh kya kehne lagi tumhe hain kya khabar Is kadar pyaar hain tumse ae humsafar Ab to jeete hain hum bas tumhe dekhkar Sasoon mein basne lagi jabse tu ho jaane jaan Apna sa lagne laga mujhko saara jahan Mehka mehka lagta mujhko Khushiyo se dil ka nagar Tumhari har ada tumhari har nazar Yeh kya kehne lagi tumhe hain kya khabar Is kadar pyaar hain tumse ae humsafar Ab to jeete hain hum bas tumhe dekhkar Tumhari har ada tumhari har nazar Yeh kya kehne lagi tumhe hain kya khabar