* musafir kyaa kare * by Swt.Raaz 2014/01/13 04:16
Manzilo Pe Aa Ke Lootate
Hai Dilon Ke Caaravaan
Kashtiya Saahil Pe Aksar
Doobati Hai Pyaar Ki
Manzile Apni Jagah Hai
Raaste Apni Jagah (2)
Jab Kadam Hi Saath Naa
De To Musaafir Kyaa Kare
Yoon To Hai Humdard Bhi
Aur Humsafar Bhi Hai
Meraa (2)
Badh Ke Koyi Haath Naa
De Dil Bhalaa Fir Kyaa Kare
Manzile Apni Jagah Hai
Raaste Apni Jagah
Doobne Waale Ko Tinke
Kaa Sahaaraa Hi Bahot
Dil Bahal Jaaye Fakat Itnaa
Ishaaraa Hi Bahot
Itne Par Bhi Aasmaan
Waalaa Giraa De Bijaliyaan
Koi Batlaa De Zaraa Yeh
Doobtaa Fir Kyaa Kare
Manzile Apni Jagah Hai
Raaste Apni Jagah
Pyaar Karnaa Jurm Hai To
Jurm Hum Se Ho Gayaa
Kaabil-E-Maafi Huaa Karte
Nahin Aise Gunaah
Sangdil Hai Yeh Jahaan Aur
Sangdil Meraa Sanam
Kyaa Kare Josh-E-Junoon
Aur Hauslaa Fir Kyaa Kare
Manzile Apni Jagah Hai
Raaste Apni Jagah
Jab Kadam Hi Saath Naa
De To Musaafir Kyaa Kare
Yoon To Hai Humdard Bhi
Aur Humsafar Bhi Hai
Meraa
Badh Ke Koyi Haath Naa
De Dil Bhalaa Fir Kyaa
Kare,......
-Prince- 2014/01/13 19:16
W0o0W RealLy N!!!CE...
SOHAIL-KHAN 2014/01/16 02:44
:Nic:
#53 Creative Work
Poetry, stories, lyrics, quotes, life lessons and more. Prepare to be moved and inspired.
Forums