tujhe yaad na mere aaye by
Swt.Raaz 2014/01/04 13:47
Rabba Mere Ishq Kisiko
Aise Na Tadpaye
Dil Ki Baat Rahe Is Dil Mein
Hothon Tak Na Aaye
Tujhe Yaad Na Meri Aayi
Kisise Ab Kya Kehna
Dil Roya Ki Ankh Bhar Aayi
Kisi Se Ab Kya Kehna...
Tujhe Har Khushi Dedi,
Labon Ki Hansi Dedi
Zulfon Ki Ghata Lehrayi,
Paigham Wafa Ke Layi
Toone Achhi Preet Nibhayi
Kisi Se Ab Kya Kehna...
Woh Chand Mere Ghar
Aangan Ab To Aayega
Tere Soone Is Aanchal Ko
Woh Bhar Jayega
Teri Kardi God Bharayi
Kisi Se Ab Kya Kehna...
Khata Ho Gayi Mujhse,
Kaha Kuch Nahin Tumse
Iqraar Jo Tum Kar Paate,
To Door Kabhi Na Jaate
Koi Samjhe Na Peer Parayi
Kisi Se Ab Kya Kehna...
#53
Creative Work
Poetry, stories, lyrics, quotes, life lessons and more. Prepare to be moved and inspired.