Zindagi ke is haseen rah guzar par
milay jo koi tmko hamnwa apna
to hath tham laina tm
usko aik bt kehna ye
ke ae meray hamnawa
meri sans ka kia bharosa hai
mera aik kam karo tm apna nam bs meray nam karo
bs yahe aik kam karo
Tm agr chaho to mje apna bna saktay ho
ye kehnay ke batein nhn jinhain tm ganwa sakty ho
lafz to hamare izhar ke lye la sakty ho
ke unhuain bi tm hamari ankhun ke diye ke tarah bujah saktay ho
koi tadbeer to karo
in ankhun ko khushe tm he dila saktay ho
chup baithy ho kyun
apna app to manwa saktay ho,
Sweetcapricorn: Zindagi ke is haseen rah guzar par
milay jo koi tmko hamnwa apna
to hath tham laina tm
usko aik bt kehna ye
ke ae meray hamnawa
meri sans ka kia bharosa hai
mera aik kam karo tm apna nam bs meray nam karo
bs yahe aik kam karo
Kash tum samne hoti
Dekhti k kitna tanha hu
Tum bin..
Han tum bin..
Sweetcapricorn: Zindagi ke is haseen rah guzar par
milay jo koi tmko hamnwa apna
to hath tham laina tm
usko aik bt kehna ye
ke ae meray hamnawa
meri sans ka kia bharosa hai
mera aik kam karo tm apna nam bs meray nam karo
bs yahe aik kam karo
Lo Tham Lo
In hatho'n ko
Ha'n magar ek shart hai
Hath thamo toh
Sath sath hi chalna
Chahe duniya ruth jaye
Chahe zamana chhoot jaye...