Must read:) by haris2011/10/23 14:54 Jis cheez se behad mohabbat ho uske baare me zyada sochna nahi chahiye, soch shaq ko paida kerta hai aur shaq mohabbat ko khatm ker deta hai....
Nice line..
Meri Zaat Zarra e Benishan (A novel by Umera ahmed)
__NaUtY_aKkI__2011/10/23 15:32 Aaahhha kya bat he pandit...
Nd ya datz true...
dad_ash2011/10/24 00:31 Soch ik samandar hai our samandar mein bhanvar aate hi rehte hien lakin sachi mohabat ke paani hamesha tughiani pa reh ke bhi kisi pursakoon jheel ki tarah chalte rehte hien, our mohabt ki kashti ko ravaan davaan rakhte hien.. Shak ke pode un dilu ki zameen mein ugte hien , jahan mohabat pur aaetamad nahien hoti. Jahan aalaish to hoti hai, shachai ke jahan aabaad nahien hote. Jahan insaan kamzor our beroni anaasir mazboot hote hien our unhien khud pa our apni mohabat pa yaqeen nahien hota. . . .is liye main umera g k khayial se itafaaque nahien karta.