shankar mahadevan by EpIcInCoGnItO 2010/09/17 16:33

Lakshya lyrics by Shankar Mahadevan


Haan yehi rasta hai tera, tune ab jaana hai
Haan yehi rasta hai tera, tune ab jaana hai
Haan yehi sapna hai tera, tune pehchaana hai
Haan yehi rasta hai tera, tune ab jaana hai
Haan yehi sapna hai tera, tune pehchaana hai
Tujhe ab ye dikhaana hai
Roke tujhko aandhiyaan, ya zameen aur aasmaan
Paayega jo lakshya hai tera
Lakshya toh har haal mein paana hai
Mushkil koyi, aajaaye toh, parbat koyi, takraaye toh
Taaqat koyi, dikhlaaye toh, toofaan koyi, mandlaaye toh
Shankar Mahadevan Lakshya lyrics found on
Mushkil koyi aajaaye toh, parbat koyi takraaye toh
Barse chaahe ambar se aag, lipte chaahe pairon se laakh -2
Paayega jo lakshya hai tera
Lakshya toh har haal mein paana hai
Himmat se jo koyi chale, dharti hille qadmon tale
Kya dooriyaan kya faasle, manzil lage aake gale
Himmat se jo koyi chale, dharti hille qadmon tale
Tu chal yunhi ab sub-o-shaam, rukna, jhukna nahin tera kaam -2
Paayega jo lakshya hai tera
Lakshya toh har haal mein paana hai
Haan yehi rasta hai tera, tune ab jaana hai
Haan yehi sapna hai tera, tune pehchaana hai
Tujhe ab ye dikhaana hai
EpIcInCoGnItO 2010/09/17 16:35
Zindagi Ek Daud Hai lyrics by Shankar Mahadevan


Zindagi Ek Daud Hai
Zindagi Ek Daud Hai
Daud Daud Yeh Daud Jeetni Hai Tujhko
Zindagi Ek Daud Hai
Daud Daud Yeh Daud Jeetni Hai Tujhko
Daud Daud Yeh Daud Jeetni Hai Tujhko
Saas Jab Talak Chalegi Chalte Hi Rehna
Waqt Ka Harik Vaar Has Ke Tu Sehna
Ho Saas Jab Talak Chalegi Chalte Hi Rehna
Waqt Ka Harik Vaar Has Ke Tu Sehna
Jung Hai Yeh Zindagi Keh Rahi Hai Yeh Zameen
Choo Le Tu Aasmaan Ko
Daud Daud Yeh Daud Jeetni Hai Tujhko
Shankar Mahadevan Zindagi Ek Daud Hai

Daud Daud Yeh Daud Jeetni Hai Tujhko
Seene Mein Bhar Le Tu Himmat Ki Saasein
Rok Na Sakenge Tujhko Raahon Ke Kaaten
Ho Seene Mein Bhar Le Tu Himmat Ki Saasein
Rok Na Sakenge Tujhko Raahon Ke Kaaten
Saamne Hai Manzilen Chod Nahin Hosle
Kar Le Jawan Hosle Ko
Daud Daud Yeh Daud Jeetni Hai Tujhko
Daud Daud Yeh Daud Jeetni Hai Tujhko
Zindagi Ek Daud Hai
Daud Daud Yeh Daud Jeetni Hai Tujhko
Zindagi Ek Daud Hai
Daud Daud Yeh Daud Jeetni Hai Tujhko
Daud Daud Yeh Daud Jeetni Hai Tujhko
Daud Daud Yeh Daud Jeetni Hai Tujhko

EpIcInCoGnItO 2010/09/17 16:37

Phir zarra zarra mehkega
Khushboo ke mausam aayenge
Phir chinaar ki shaakhon pe
Panchhi ghar apna banayenge
In raahon se jaane waale
Phir laut ke waapas aayenge
Phir jannat ki galiyon mein
Sab log yeh naghma gaayenge
Rind posh maal gindane graaye lo lo
Rind posh maal gindane graaye lo lo
Rind posh maal gindane graaye lo lo
Sargam ke meethe meethe sur gholo
Rind posh maal gindane graaye lo lo

Ae aaya hoon main pyaar ka yeh naghma sunaane
Saari duniya ko ik sur mein sajaane
Sabke dilon se nafrat ko mitaane
Aao yaaron, mere sang sang bolo
He, rind posh maal gindane graaye lo lo
Ae aaya hoon main pyaar ka yeh naghma sunaane
Saari duniya ko ik sur mein sajaane
Sabke dilon se nafrat ko mitaane
Aao yaaron, mere sang sang bolo
Rind posh maal gindane graaye lo lo
Jeet le jo, sabke dil ko
Aisa koi, geet gaao
Dosti ka, saaz chhedo
Dushmani ko, bhool jaao
Jeet le jo, sabke dil ko
Aisa koi, geet gaao
Shankar Mahadevan Rind Posh Maal lyrics found on
Dosti ka, saaz chhedo
Dushmani ko, bhool jaao
Aao yaaron, mere sang sang bolo
He, rind posh maal gindane graaye lo lo
He, rind posh maal gindane graaye lo lo
Rind posh maal gindane graaye lo lo
Rind posh maal gindane graaye lo lo
Sangeet mein hai aisi fuhaar
Pathjhad mein bhi jo laaye bahaar
Sangeet ko naa roke deewar
Sangeet jaaye sarhad ke paar
Sangeet mein hai aisi fuhaar
Pathjhad mein bhi jo laaye bahaar
Sangeet ko naa roke deewar
Sangeet jaaye sarhad ke paar
Ho, sangeet maane naa dharm jaat
Sangeet se judi kaaynaat
Sangeet ki naa koi zubaan
Sangeet mein hai geeta quraan
Sangeet mein hai allah-o-raam
Sangeet mein hai duniya tamaam
Sangeet maane naa dharm jaat
Sangeet se judi kaaynaat
Sangeet ki naa koi zubaan
Sangeet mein hai geeta quraan
Sangeet mein hai allah-o-raam
Sangeet mein hai duniya tamaam
Toofanon ka bhi rukh modta hai
Sangeet toote dil ko jodtaa hai
Rind posh maal gindane graaye lo lo
Rind posh maal gindane graaye lo lo
Rind posh maal gindane graaye lo lo
Rind posh maal gindane graaye lo lo

EpIcInCoGnItO 2010/09/17 16:39
Koi Jo Mila ..Breathless lyrics by Shankar Mahadevan


Koi jo mila to mujhe aisa lagta tha
jaise meri saari duniya main geeton ki rut
aur rangon ki barkha hai khushbu ki aakdhi hai
mahki hui si ab saari fizaayen hain
bahki hui si ab saari hawaayen hain
khoyi hui si ab saari dishaayen hain
badli hui se ab saari adaayen hain
jaagi ummengein hain, dhadak raha ahi dil
sapnon main toofaan hain, hoton pe nagme hain
aakhon main sapne hain, sapnon main beete hue
se vo saare lamhe hain
jab koi aaya tha, jazron pe chhaya tha
dil main samaya tha, kaise main bataun tumhe
kaise use paaya tha, pyaar ke chehre pe bikhri jo julphen
to aisa lagta tha jaise kohre ke peechhe
ek os main dhula hua phool khila hai jaise
badal main ik chaand chhupa hai
aur jhaank raha hai jaise raat ke parde main
ek savera hai roshan roshan aakhon main
sapnon ka saagar jismain prem sitaron ki chaadar
jaise jhalak rahi hai
lahron lahron baat kare to jaise moti barse
jaise kahin chandi ki payal goonjey
jaise kahin sheeshe main jaam girey
aur chhann se tootey jaise koi chhip ke sitaar bajaye
jaise koi chaandni raat main gaye
jaise koi hole se paas bulaye
kaisi meethi baatain thee
Shankar Mahadevan Koi Jo Mila
vo kaisi mulakaatein thee
vo jab maine jaana tha
jazron se kaise pighalte hain dil
aur aarzoo paati hai kaise manzil
aur kaise utarta hai chaand jameen par
kaise kabhi lagta hai swarg agar hai
to bas hai yahin par
usne bulaya mujhe, aur samjhaya mujhe
hum jo mile hain, hamain aise hi milna tha
gul jo khile hain, unhe aise hi khilna tha
janmo ke bandhan, janmo ke rishtey hain
jab bhi hum janme to hum yahin milte hain
kaanon main mere jaise, shahed sa ghulne lage
khwaabon ke dar jaise aakhon main khulne lage
khwaabon ki duniya bhi kitni haseen aur
kaisi rangeen thee khwaabon ki duniya
jo kahne ko thee par kahin bhi nahi thee
khwaab jo toote mere, aakh jo khuli meri
hosh jo aaya mujhe
maine dekha maine jaana
vo jo kabhi aaya tha, nazron pe chhaya tha
dil main samaya tha, ja bhi chuka hai
aur dil mera ab hai tanha tanha
na to koi armaan hai, na koi tamanna hai
aur na koi sapna hai
ab jo mere din aur ab jo meri ratain hain
unmain sirf aansoon hain
unmain seif dard ki ranj ki batain hain
aur pharyaadein hain
mera ab bhi koi nahi main hoon aur khoye
hue pyaar ki yaadein hain

EpIcInCoGnItO 2010/09/17 16:41
Pyaar Mein Sau Uljhanein lyrics by Shankar Mahadevan


Pyaar main so uljhanein hain pyaar mat karna
Jeene marne ka koi iqraar mat karna
Chahat ki baton main samjho to bas dhokha hai
Yeh batain sun ne se apne dil ko
Humne to roka hai
Pyar main so uljhanein hain pyar mat karna
Jeene marne ka koi iqraar mat karna
Pyaar main yoon to kasmein aur vaade bhi hote hain
Lekin kasme vaade jo mane vo baad main rote hain
Pyaar main so uljhanein hain pyar mat karna
Jeene marne ka koi iqraar mat karna
Pyaar main yoon to kasmein aur vaade bhi hote hain
Lekin kasme vaade jo mane vo baad main rote hain
Pyaar main so uljhanein hai pyar mat karna
Jeene marne ka koi iqraar mat karna
Chahat ki bataon main samjho to bas dhokha hai
Yeh batain sun ne se apne dil ko
Humne to roka hai
Pyaar main sau uljhanein hain pyar mat karna
Jeene marne ka koi iqraar mat karna
hoo....
Pyaar hi jindagi hai pyaar hi har khushi hai
Pyaar hi dhadkanon ka geet hai
Pyaar hi dilkashi hai pyar hi naazgi hai
Pyaar hi sabse pyaari reet hai
Pyaar jo hota hai rang naye lata hai
sapne sajata hai yeh
Bhool ke bhi pyaar se inkaar mat karna
Apne dil ko pyaar se bezaar mat karna
Haan, Bhool ke bhi pyaar se inkaar mat karna
Apne dil ko pyaar se bezaar mat karna
Hey,
Chahat ki bataon main samjho to bas dhokha hai

Yeh batain sun ne se apne dil ko
Humne to roka hai
Pyar main so uljhanein hai pyaar mat karna
Jeene marne ka koi iqraar mat karna
Karloge to tadpaoge tadpoge to pachhtaoge
Deewanon is duniya main mat kar lena dil ka sauda
Pyaar main so uljhanein hain pyaar mat karna
Jeene marne ka koi iqraar mat karna
Raat ho ya ho din pheeke hain pyaar bin
ho pyaar main dil muskuraye
saari ratain jag magaye
saari rahein jhil milayein
Jhoom uthe phir sab
(Halke halke sapna koi jhalke) - 2
Yeh sapna vapna kya hai chhodo na
Pyaar main so uljhanein hain pyaar mat karna
Jeene marne ka koi iqraar mat karna
Chahat ki baton main samjho to bas dokha hai
Yeh batain sun ne se apne dil ko
Humne to roka hai
Pyaar main so uljhanein hain pyar mat karna
Jeene marne ka koi iqraar mat karna
Pyaar main yoon to kasmein aur vaade bhi hote hain
Lekin kasme vaade jo mane vo baad main rote hain
Bhool ke bhi pyaar se inkaar mat karna
Apne dil ko pyaar se bezaar mat karna
(Dedoge to dalpaoge tadpoge to pachhtaoge
Deewanon is duniya main mat kar lena dil ka sauda) -2
Pyaar main so uljhanein hain pyar mat karna
Bhool ke bhi pyaar se inkaar mat karna
Pyaar main so uljhanein hai pyar mat karna
Pyaar main so uljhanein hai
Bhool ke bhi pyaar se
Pyaar main so uljhanein ... hai pyar mat karna
hey hey

BrAvE 2011/08/11 19:54
Hey nice collection bro /smiley
#53 Creative Work
Poetry, stories, lyrics, quotes, life lessons and more. Prepare to be moved and inspired.
Forums
2wapworld.com