Hello nice people There are some legengdry old bollywood songs sung by great mohd rafi,lata mangeshkar,kishor kumar,nitin mukesh etc.Those will be listened forever.So here is place to share those NOTE:please full songs and old songs only *karaoke*
Here is my favourite one Lag ja gale ke fir ye,haseen raat ho na ho shayad fir is janam me,mulakaat ho na ho hum ko mili hai aaj yeh ghadiya nasib se jee bhar ke dekh lijiye ,hum ko kareeb se fir aap ke nasib me,ye baat ho na ho shayad fir is janam... paas aaeeye ke hum nahi aayenge bar bar baahe gale me daal ke,hum ro le zaar zaar aankho se fir ye pyar ki barsat ho na ho shayad fir is janam me,mulakaat hn na ho
Teri duniya se door,chale hoke majboor,hame yad rakhna jao kahi bhi sanam,tumhe itni kasam,hame yaad rakhna aayegi baharein to tere hi fasane sunayegi hame hogi tanhai ,to aake teri yade rulayegi hame rulayegi hame tadpayegi hame kabhi dekhi thi bahar,kabhi hum se tha pyar zara yad rakhna le ja jane wale,duaye mere dil ki,kisi se kya gila teri hi khata hai,na meri hi khata hai jo hona tha hua jo hona tha hua-2 dekho roye mera pyar ,kahe dil ki pukar,HAME YAD RAKNA
Yeh mera diwanapan hai, ya mohabbat ka surroor tu na pehchane to hai ye teri nazro ka kusoor--2 Dil ko teri hi tamanna dil ko hai tujh se hi pyar chahe tu aaye na aaye hum karenge intezaar yeh mera diwanapa... aise veerane me ek din ghut ke mar jayege hum jitna ji chahe pukaro phir nahi aayege hum yeh mera diwanapan hai ya mohabbat ka suroor...
Phool tumhe bheja hai khat me phool nahi mera dil hai piaytam mere mujhko likh do Kya ye tumhare kaabil hai pyar chupa hai khat me itna Jitne sagar me moti Choom hi leta hath tumhare pas jo tum mere hoti Neend tumhe to aati hogi Kya dekha tumne sapna Ankh khuli to tanhai thi Sapna ho na saka apna Tanhai hum door karenge Le aao tum shehnaai preet badhakar bhool na jana preet tumhi ne sikhlai
CONTINUES.. Khat se ji bharta hi nahi Ab nain mile to chain mile Chand hamare angna utare Koi to aisi rain mile Milna ho to kaise mile hum Milne ki surat likhdo Nain bichaye baithe hai hum Kab aaoge khat likh do
Agar bewafa tujhko,pehchan jate Khuda ki kasam ,hum mohabbat na karte Jo maloom hota ye,anjame ulfat to Dil ko lagane ki jurrat na karte Agar bewafa--- Jinhe tum ne samjha,meri bewafai Meri zindagi ki woh majbooriya thi Jinhe tum ne samjha Hamari mohabbat ka ek intihaan tha Yeh do din ki thodi,jo dooriya thi Jo dooriya thi Agar sachi hoti,mohabbat tumhari to Ghabra ke tum yu,shikayat na karte Agar bewafa--- CONTINUES
CONTINUES Jo hum pe hai guzri,hami jante hai Sitam kaun sa hai,nahi jo uthaya Jo hum pe hai guzri Nigaho me phir bhi,rahe teri surat Har ek saans me,tera paigam aaya paigam aaya Agar jante tum hi,ilzam doge to Bhoole se bhi tum ko ulfat na karte Agar bewafa----
Dil aaj shayar hai gam aaj nagma hai shab me gazal hai sanam, gairo k shero ko oh sunne wale ho ish tarah bhi karam aa k jara dekh toh teri khatir ham kis tarah se jiye , aasu k dhage site rahe ham jo jakh tUmNE diye chat ki mahfil me gam tera lejar kismat se khela hua duniya se jite par tum se hare ye khel apna hua ye pyar hamne kiya jish tarah se uska na koi jawab jata tey lekin teri nau me jalkar ham bAn gaye jaaftay ham se hai zinda wafa aor hamse hai mehfil jawa ham jaB na hoge toh ro ro k duniya dhudegI mere nishan ye pyar koi khIlona nahI hai har ko le jo kharid, ham toh koi musafir hai koi ham safar ho